Recent Posts

happ

happ

radio

मंगलवार, 31 मई 2016

प्रस्तुतकर्ता Rohit Gupta

Read More

शुक्रवार, 15 अप्रैल 2016

Beti Ke Boy Friend Ko Peet Peet Kar Pant Kara Di Geeli (बेटी के बॉयफ्रेंड को पीट पीट कर पैंट गीली करा दी)

प्रस्तुतकर्ता Rohit Gupta
Newyork: Baat hai America ke newyork city ki waha par ek maa ne apni 16 year ki beti ko hamumra boyfriend ke sath apne hi bedroom me dekha. Bas fir kya hua maa ????? ????? ????? ne ladke ko itni buri tarah peeta ki ladke ki patloon geeli ho gayi.

????? ????? ????? Texas ki rahne wali hai. Unhone apni beti ko boyfriend ke sath rang-reliya manate huye dekh liya tha. Us waqt unhe itna gussa aaya ki wo apna aapa kho baithi aur ladki ke boyfriend ko laat mukko se intni buri tarah mara ki uski paint geeli ho gayi. Aur wo kewal jeense me hi waha se bhaga.

Police ki jankari ke anusar ladki ki maa ne apni galti sveekar kar li hai. Aur police ne unhe giraftar kar liya hai. Ladki ki maa ne boyfriend ki car bhi baseball se tod di thi.

Hamari Technology Aur Yoga Website Me Jaye
Read More

Wife Se Itna Dar Gay Ki Kai Month Tak Garden Me Raha Carorpati Husband (पत्नी के डर से गार्डन में रहा करोडपति)

प्रस्तुतकर्ता Rohit Gupta

Whashington: anokhamyword me aapka swagat hai. Aaj ham aapke liye ek aur special news lekar aaye hai. Aaj ham aapko batayege America ke ek husband ki jo apni wife se itna dar gaya. Is vajah se wo 5 months guarden me raha. Chalo aate hai apni news par.

America ke Texas me rahne wale is admi ka caroro ka aalishan banglo hai. But jo bangle ka real malik hai wo apni wife ke dar se bangle ke guarden me rah raha hai. Husband ka naam Sharafat Khan Hai.

Abhi tak Sharafat Khan ko court se koi bhi rahat nahi mili hai. Court ne sharafat khan ko bangla khali karne ka order diya tha.  Court ne uski wife ko hi asali malik bataya hai.

Iska virodh karne ke liye Sharafat Khan ne 5 mahine guarden me bitaye. Sharafat ke pas kewal ek jodi kapde the. Jaha tak unke pas pahnne ke liye joote bhi nahi the. Sharafat ki apni wifi ke sath chhote mote jhagde hote rahte the. Isi vajah se inki wife ne ghar se bahar nikal diya.

Sharafat ke age 61 year hai. Aur wo ek doctor hai. Sharafat ne june me court me divorce ke liye arzi bhi lagai thi.
Read More

गुरुवार, 14 अप्रैल 2016

Welcome To My Blog Anokha My World

प्रस्तुतकर्ता Rohit Gupta
is blog me aapka swkagat hai. jald hi is blog me apko duniya ki ajeeb aur gareeb bate janne ko milegi wo bhi apni bhasa hindi me
Read More